Koi toh problem hui h is bhai ke sath jab ye NWR zone m kabhi travel kiya hoga.... NWR ka name sunte hi ekdum krantikaari type ho jata h... Iske hissab se Lagta h jaise NWR ko British govt handle kar rhi ho..NWR ko kuch milna matlb angrezo ko kuch milna ho gya inke liye.. Bhai rockstar India ab Independent ho gya h.. NWR indian Railway ka part h British Railway ka nhi.. Nind se jago yaar.. 1947 nhi h ye..2021 aa gya ab ЁЯШВЁЯШВЁЯШВЁЯШЬЁЯШЬ