Ismain hazam ni hone wala konsi baat dikhi apko?? Last 10 saal se to BJP ka hi govt hain aur ab jaha MP ka power hain wohi pe trains di jati hain. Ab Madhupur se bhi Delhi k trains chal ri hai lekin Jamtara ko uska faida ni mila to ismain Asansol division ka fault hai ya apke MP ka??
Aur naya train to main bhi bol rah hu ki drna chahiye lekin specifically Agnibina hi chahiye to extend karake dikhao.